saath mil ke saathtay haiN:blush:
je je je je
ab is ko urdu main boliye ek martaba
wah dil khush kar diya ap ne to
:jano: jitni haseen utni hi samajhdar bhi
aap zara is ka bhi tarjuma kar saktay hain.hum ne nai nai sekhna shuro ki hai angrezi
:aq: aap kijey hum to yahan seekhnay bethay hain