![]()
yani kay aap …
koi aisi waisi baat nahi hai
bas aewain
jab bhi pak harta hai mujhey yahi hojata hai
![]()
koi baat nahi… girty haiN shahsawaar he maidaan-e-jang maiN ![]()
Sister aap pakistan ke haar ko serious na liay karien unhoon nay jeeta nahi hay is lyiay aap apnay aap ko change kar lein pehlay meray sath b esa hot atha liken jab wo BD say haray trhay us kay baad say i dont care jeetain ya hariein
masla yea kay wo shahsawar he nahi hien
![]()
nahi na, dil nahi chahta cricket chorney ko, pak sey mohabbat hai isilie cricket sey bhi hai ![]()
![]()
pakistan zindabad :k:
phir to aap a kuch nahi ho sakta
aap esa karien kay hockey deakhna start kar dien ![]()
hocky ka tou kuch samajh main nahi ata, bas kabhi kabhar dekh ley ti hoon woh bhi islie key pakistan khel raha hai ![]()
hehe
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Smile: *
hehe
:Salute:
[/QUOTE]
:)
![]()
koi hai?
walikam salam
jiti rahien khush rahien
haan mien hoon na ND sister
PS:- Happy New Year
![]()
same to you ![]()
.
Thankooo
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Smile: *
.
Thankooo
[/QUOTE]
thankooooo=shukriya :D
[QUOTE]
*Originally posted by Nancy Drew: *
thankooooo=shukriya :D
[/QUOTE]
ji haaaaaaaaaaaan :Salute:
kesi hain aap