Angrezi Mana hai.....

[QUOTE]
*Originally posted by Nancy Drew: *
kuch nahi hoa :)
[/QUOTE]

kuch to howa hay
kuch ho gia hay
2 char din say
lagta hay esay
sab kuch alag hay
sab kuch nia hay
:D

:hehe:

:blush:

:hug:

salamz nd and is and whoever is watching.

:wsalam:

:eek:

ghar pohanch gaye ya abhi uni main hain?

[QUOTE]
*Originally posted by SpyGuy: *
salamz nd and is and whoever is watching.
[/QUOTE]

waliakam salam
jitay rahien khush rahien
kesay hian aap

[QUOTE]
*Originally posted by Nancy Drew: *
ghar pohanch gaye ya abhi uni main hain?
[/QUOTE]

ji haan ghar mein he hoon
raat ko 12:30 pajay university mein to nahi ho sakta mian :D

^^thankoo
i em fine and feelin better.

salam kesay hai app log , lagta hai yaha par boohat say rangeen or har dil azeez cheray appni appni muskurahtay beekharay logo ke tamanaoo ko zinda kar kay sab ke khooshi mai shareek ho kar hala gula kar rahay hai , tu kiya is jawan ko bhi yaha app logo kay beech mai rah kar kuch zindage ke baharay dekhnay ka moqa melay ga ?

[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Smile: *

ji haan ghar mein he hoon
raat ko 12:30 pajay university mein to nahi ho sakta mian :D
[/QUOTE]
jee :D

BRB, its raining, going out :wave:

:mudhosh:

Salam Rohail bahi
kesay hien aap
ayr kia ho raha hay

wow thats great
i love rain

wapis agayi, maza nahi araha :slight_smile:

Rohail :wave:

kyo bhi

[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Smile: *

kyo bhi
[/QUOTE]
bas aysey hi :( kisi cheez main dil nahi lag raha :(