. angree sardarji

banta singh train main baitha to unhoon nay dosray sardaarji santa singh, jo pehlay say baithay thay, say kaha kay
“mujhay safar main sonay ki aadat hay aor aik baar main agar so jaaoon to phir bohat mushkil say uthta hoon is liay please jab Jalandhar aaye to main baishak na uthoon mujhay samaan samait utha kar baahir station par phaink daina”
santa nay kaha kay aap be-fiqar ho kar so jao main aisa hi karoon ga .
magar jab bantay ki aankh khuli to woh jalandhar say bohat aagay jaa chuka tha , woh utha aor santa koh galliaan daini shuroo kar dien magar santa aaraam say sunta raha . saath walay musaafir nay poocha kay aap chup ho kar gaaliiaan kioon sun rahay hain to woh bola ka
“MAIN JISAY UTAR AAYA HOON WOH IS SAY ZIADA DAY RAHA HO GA, JI”


always keep smiling because it can do nothing but win many hearts

LOL ...


**
سكورپین کنگ
§©ö®Þïoñ_kîñg
**
Even If You Are Basically Stupid
You Can Still Meet Nice People !

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

thanks


hummay tum say pyar kitna :)yae hum nahe jantay:)

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif