Angrai pay angrai lati rahi raat judai ki

Angrai pay angrai lati rahi raat judai ki
Tum kia samjho tum kia jano baat meri tanhai ki

Kon sehaii ghool raha tha wakt ke behtay durya mein
Main ne aankh jhuki daikhi hei aaj kisi harjai ki

Wasal ki raat na janay kyon esraar tha on ko janay par
Wakt se pehlay dhoob gay taraon ne bhari danai ki

Ortay ortay aas ka punchee dhoor ofaq mein dhoob gia
Rotay rotay baith gai awaz kisi sodai ki

NIce one .. Nazo

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


I’m Gonna Be The Champ
The Way I Wanna Be

Rude Boyz Rulez

Nice one!


Dekh Ruswaee ka sauda hai ab na kabhi
Itnni shiddat say kisi shaks ki chaahat karna,

raahaygi shama-e-wafa yunhi ta abaad roshan
ghazal kay roop main jeenay ka hosaala rakhna!