khattey angoor tu koi khata nahi phir karwi sharab log keyoon petey hian ![]()
Re: Angoor khattey our sharab karwi
![]()
sochne ka muqqam hai
Re: Angoor khattey our sharab karwi
hichhhhh chal saqi .. glass fil kar.. itna sochnay ki fursat kisko hay.. ![]()
Re: Angoor khattey our sharab karwi
sharab kerwi hotee hay yeh kaisai pata chala ?
Re: Angoor khattey our sharab karwi
lagta hai confuse uncle confusion mein charhaa jate hian aur code red naii to code hi red rakh hai is liye charhate hi hon gay:D
Re: Angoor khattey our sharab karwi
hichki aray koee inn distractions aur bayzoq logon ko baahir nikaalay..
chal jaam bharr!
aur .. lagta hay sabb bhaang p kar aaye hain .. sharaab ke karwa honay ka pata ZAHIR HAY chakhnay say pata chalay ga.. bewaqoof na ho to! aap kia soongh kar pata chalati hain baqi cheezon ka? ![]()
Re: Angoor khattey our sharab karwi
^ kabhi kabhi app kay upper floor ka wire swich board say uter kion jata hay mocking 2
main check ker rahee thee yeh ghair qanoone kam kon kon ker chuka hay jhanda
Re: Angoor khattey our sharab karwi
jab aap neechay say najaayiz kiraydaaron ki tarah khainchaingee to yahi hoga na ..
mazeed bara jhanda
Re: Angoor khattey our sharab karwi
^ HAHAHA bara jhanda lolzzz
MQM ki traning lee hoye hay lagta hay ..snooty
Re: Angoor khattey our sharab karwi
eheheeh.. na yaad dilaaen! hamain kia pata tha ghar main kon kisko support karta tha.. hamnay to sab ki tarah sun kar.. khud bhi ek dinn jiay-mahaajir ka naara maar diya election ke zamaanay main .. chacha ji laal peelay ho gaye thay .. chapait maarnay doray thay ..
Re: Angoor khattey our sharab karwi
Dekheye mohtarma problem girl !
Jab josh-e-janoon be lagam hojata hia
qurbatain barhti hian … our dooriyaan khatam hoti hian
hont kapkapatey hian our sansoon ki hid’dat madhosh karti hia…
phir sharaab our shabaab ek dosrey ko neecha dikhaney ki justaju main hoon magan
tu phir
sharaab kaRwi nahi rehti ![]()
Magar
angooor phir bhi khattey hotey hian ![]()