Deep jis k chai walay Cafe mein jaaLay
ChaaNd modooN ki KhushiYOn ko lay kar chalay
wo jo saa’aY mein Har mas’layhaat ( diplomacy) k palay
Aysay dasTooR ko
subah-e-baYnooR ko
mein nahii janaTah …mein nahii manTah ![]()
ustad habib Jaalib bolo GushTaak larki ![]()
ajee humaRa hisaaB bachpan se kaamjoor hai .. 33 number lay kar pass hotay ahay haiN ..![]()
app mashaRtii aalooom ka paRcha lay looo ![]()
Bibi khamooshii ki is duniya mein qadar nahii hai … jaab taaak ek darkhat se dosray darkhaat taak chaal na marooo… duniya kuch samjtee hee nahii hai ![]()