**
bohat nazdeek aatay ja rahay ho
bicharnay ka irada kar leya kia**
Awesome … :k:
I would like to add here this poem written by Swera and its great …:k:
Aa ke ab bichar jaayain
Aaoo ke hum tum juda ho jaayain
Yun hi hanstay khailtay
Achi yaadain leeye
kaheen yun ha ho kaheen
Woh wakt aa jaaye jab
Hum tum oper oper se bhi
Na muskura sakain ek dosray ko dekh kar
Aaoo ke hum bichar jaayain
Woh wakt aanay se pehlay
Aa ke hum bichar jaayain …
nice :)
wah :k:
Great1 , Man de Mouj :k:
& zawanfira, how do you remembe this ![]()
Thanks Swera
:( touchy
:k:
![]()