Re: And now Electronics ban!!!
Boht Khoob HM
Right now, feeling like this ![]()
Barbaad kar k Basra o Baghdad ka jamaal,
Ab chashm e bad hey jaanib e khyber lagee huee…
Ghairo’n say kia gilla ho k apno’n kay haath se
Hai doosro’n kee aag meray ghar lagee huee…