Anarkali aaj key dour main hoti to kia karti?

Re: Anarkali aaj key dour main hoti to kia karti?

aj ki anarkali khud nahin balkah badsha ko divaar main garh deti
waisy ird gird dekho boht si anar kaliyaan hain aj bhi, ajkal kah dour main saleem bhi to nahin koi jo anar kali ko pechan saky