Ana ki Qaid say nikal kar muqabla to karay

**

Ana ki Qaid say nikal kar muqabla to karay
Wo mera sath nibhanay ka housla to karay

Kabhi na tootnay wala hesaar ban jaoon
Wo meri zaat main rehnay ka faisla to karay

Main us ko soonp doon apni muntazir Aankhain
Wo meri khooj main janay ka tazkara to karay…**

Re: Ana ki Qaid say nikal kar muqabla to karay

one of my all time fav

Re: Ana ki Qaid say nikal kar muqabla to karay

Nice…:hmmm:

انا کی قید سے نکل کر مقابلہ تو کرے
وہ میرا ساتھ نبھانے کا حوصلہ تو کرے

کبھی نا ٹوٹنے والا حصار بن جاؤں
وہ میری ذات میں رہنے کا فیصلہ تو کرے

میں اُس کو سونپ دوں اپنی منتظر آنکھیں
وہ میری کھوج میں جانے کا ہم سے تزکرہ تو کرے

وہ تزکرہ کس سے کرے?
who is the poet?

Re: Ana ki Qaid say nikal kar muqabla to karay

poori sunao

Re: Ana ki Qaid say nikal kar muqabla to karay

I wrote this poetry in my diary and I think its Ahmad Faraz or Majeed Amjad ?