* amrica jana he*

Aik shakhs ne aik Buzurg se putcha
Babaji America jana hai par kaam nahi ban raha
Koi wazifa ya raasta bata do

to Buzurg boley: subha Namaz parh kar 3 baar
AL-Qaida ki tasbeeh zaur se parho

Amrica waley khud hi waha’n le jayengey

Re: * amrica jana he*

:omg: … thanx for sharing Muskan

Re: * amrica jana he*

Acha hay laikin ,
amrica waly al-qaida waloon ko amrica nahi Cuba kay aik jazeeray per ley jatay hain jiss ka naam aap nay sunah ho ga.

Re: * amrica jana he*

lol

Re: * amrica jana he*

nehe me ne nehe sona meyn toh nehe le ker jate inko:ASA:

Re: * amrica jana he*

wah! dil khush kar diya

Re: * amrica jana he*

:omg: :omg:

alla:rotfl:

Re: * amrica jana he*

:D:

Re: * amrica jana he*

hahahahaha

Re: * amrica jana he*

assan te amrica jana hai...
GC leke vote pana hai...
phir musalmanon pe...
bomb girana hai.....

Re: * amrica jana he*

:hehe: