~!~ Ammi Ko Naheen Hay Pata ~!~

Yah Khalistan Mardanna Thread hay iss liye Zanana members zara door door raheen :asa:
Tamamm Pyaray Pyaray larkoon (Sirf apni Ammi aur Abu Key liye) kia aap batain gay kah aap kay tamam lover afairs :bulbuli: ka aap key Ammi ko pata chall jata hay kah naheen :hmmm:
Me kay Pakistan Walloon ka pata chal jata tha :bailan: leekan aab naheen :yahoo: bcoz me ka koi friend idhar naheen hay :fatee: jo me key ammi ko batay :teggy:
:yahoo: :sadiyah:

Re: ~!~ Ammi Ko Naheen Hay Pata ~!~

lolz ...... mai yeah nhi btanay wala .............. no wayyyyyyyyyyyyy

Re: ~!~ Ammi Ko Naheen Hay Pata ~!~

keon koi Mukhbir tou naheen hay idhar :hmmm:

Re: ~!~ Ammi Ko Naheen Hay Pata ~!~

bhai sare hi mere peechay pare hue hain .....

Samiiiiiiiiiiiiiii…chaloooo..humko pathaaoooo..kya aapke Ammooo ko malum hai ke aap kithne badmash hai??? I have a feeling ke no…warna woh tho aapko pakar pakar ke maareinge…unka laadla jo bigar gaya hai :cb:

Re: ~!~ Ammi Ko Naheen Hay Pata ~!~

:eek: tou apna address keon bataya logoon ko :hmmm: yaar lagta hay tum bhi meri he tarah masoom aur bhollay bhallay ho :wink:

Re: ~!~ Ammi Ko Naheen Hay Pata ~!~

Kaun hai maasoom aur bhola bhalay :eek: ??? tum dono nau jawaan??? :cb:

exactly u and me same same …sari larkiya hamre bholay pan ka faida utha’ti hai … mummyyyyy !!

Re: ~!~ Ammi Ko Naheen Hay Pata ~!~

:e6:Yeah right!!! :hayaa:

Re: ~!~ Ammi Ko Naheen Hay Pata ~!~

tmhe kya hua ............ ??? koi ghatka lga kya ??

Larkeon ko tou mouqa millna chahiye bus dorray dalnay ka :cb:

keon koi shuk :barbie:

Yah Bhaijan ko kia hogia :konfused:

Re: ~!~ Ammi Ko Naheen Hay Pata ~!~

Ji...bohut zor ka ghatka laga.....yeh sunke tum dono aise dikhte ho --> :@:

G bus Allah key dain hay kabhi gharoor naheen kia :snooty:
Waisay tum nay pahli baat itnay handsome larkay daikhay hain kia :wink:

Re: ~!~ Ammi Ko Naheen Hay Pata ~!~

^ mjhe b aisa hi lgta hai .... hehe
pheli barr daikhay hai isi liyee to behosh ho gayee .. bichariii

Re: ~!~ Ammi Ko Naheen Hay Pata ~!~

oyeee…chup be…waise tum dono kis angle se handsome ho…Sarmad tho electric pole ke tarah lambi aur skinny hai :cb:

Aur Sannan mere pyaare chote bhai…apko tho maine khabhi dekhi hi nahi…aur waise bhi..tum dono se zyada handsome larke maine bohut dekhi hai :barbie:

:lahol: aaj kal key larkeon kay deedoon ka paani mar gia hay ghair larkoon key taraf daikhti hain :ast: kuch tou sharam karo Bhaijan :zobo:
waisay thx ka aap nay baghair daikhay handsome maan lia :wink:

Re: ~!~ Ammi Ko Naheen Hay Pata ~!~

oyee wat u doing in this thread .... yeah mardana thread hai ... chaloo nikloo yha say ..... husssssshhhhhhhhhhhhhhhh

Naheen Bayhoosh tou woh khud he apni socks key smell say hoi ho gi :omg:

:nono: naheen Sarmad
Actually yah Mardana Numa Larki hay :omg: iss he liye aa gai hay yahan par :cb:

Re: ~!~ Ammi Ko Naheen Hay Pata ~!~

^ waha kya baat ki hai ........... hugsssss