ammi aur beta

assalamoalikum :jhanda:

aik maa aur beta ice cream khaate hoe jaa rahay hote hai to bete ki ice cream gir jaati hai beta ice cream khaane lagta hai to maa kehti hai k mat uthao use giri hoi cheez ko nahi utathe gaye hai phir thoda aagay jaatay hain to maa gir jaati hai maa bete ko kehti hai k beta utao mujhe to beta kehta hai k ammi jaan aap hi ne to kaaha tha k giri hui cheez ko nahi utahtay

kitna mazaa ata tha jub hum chotay hotay yeh jokes suna kartay thay.

mujhe yaqeen ha keh yahi baat 15 saal baad aap bhi unn logoun se kaho gay jo loge yahan iss kisam ke jokes post karein gay. aakhir ko sub nay ek na ek din tho baray hona he ha.

very true