American System

Re: American System

abay hamari taraf tu phaddaa ho jata hay bill dainay par :omg:
aur tu aur
donoo partiaaN waiter say keh rahi hoti haiN “Bhai saab inn say bill mat laina yeh hamaray mehmaan haiN:rotfl: