Re: America has right to interfere in Pakistan’s affairs…
bro, thats america’s modus ope***…they sleep with enemey’s enemy who later become their own enemy…it happened in Iraq against Iran, it happened with Bin Laden against soviets. so, its american track record to use and abuse a friend in need then abandon them when they finish ur dirty work.
Qur’aan meN ek jagah Allah ne farmaayaa jiskaa mafhoom yeh hai k jab un se [kuffaar] kahaa jaataa hai k jab zameen kii islaaH ho chuki hai to phir us meN fasaad na barpaa karo to vo kahte haiN k ham fasaadii nahiiN, ham to neko kaar haiN, ham islaah kaar haiN…tab Allah apnaa faisla sunaataa hai k…dar asl yehii fasaadii haiN…
amrika hii fasaadii hai, is meN koii shak nahiiN.**