Azad
1
Humain maloom hay anjaam e wafa kia hona
Teri sorat ka meri aankhon main amar ho jana
Tumhain kia khabar kaisi hay aaG yeh judaii ki
Aah bhartay hi Soraj ka ‘Sawa Nayza’ ho jana
Yeh lamha to apnay janoon ka hi hassil hay
Roz e mehshar teray amaal meray sir ho jana
Adab Arz
(Azad)
DiYa
5
Re: amar ho jana
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Humain maloom hay anjaam e wafa kia hona
Teri sorat ka meri aankhon main amar ho jana
Adab Arz
(Azad)
[/QUOTE]
Impersive
Koyal
7
Tumhain kia khabar kaisi hay aaG yeh judaii ki
Aah bhartay hi Soraj ka 'Sawa Nayza' ho jana
hmmmmmmmmmmmmmmmmmmm
Azad
8
Dilsay Shukria
Diya Zara Nawazi hay aap ki
PD 
Koyal … 