Re: Amaltas
amaltaas k darakht main aisa kiya khas hai? beri ka darkaht, aam ka darkhat, jaman ka darkhat likhne se kiya roza lagne lagta?
Re: Amaltas
aap kabhi Amaltaas kay poday kay neehay baithay aur phir Berri, Aam aur Jaman key tree kay neechay farq pata lag jay ga ![]()
Re: Amaltas
aap ne to jaise altas ke darakht per ghonsla banaya huwa hai
Re: Amaltas
buhat shamaiN guzareeN theeN :hinna:
maiN samosooN key rairhi lagata tha wahaN par ![]()
Re: Amaltas
koe aaya bhi nhai check kerne ![]()
itni azadi
Re: Amaltas
aab har koi anaari thori hota hay ![]()
Re: Amaltas
aab har koi anaari thori hota hay :p
aanri na hoty to chand ka abba chat per kia kerne aata
Re: Amaltas
Girtay haiN shah sawar he maidan-e-jang maiN ![]()