Alternate words (check your vocabulary)

Re: Alternate words (check your vocabulary)

saHeeH lafz hai Bhaagya. isii par ek real joke:

“KUKUM BHAAGYA” ek drama hai Indian…use dekhte huye ek ABCD ne apnii ammii se kahaa: yeh Kumkum to laRkii hotii hai to bhaag gayaa kiuN? “Kumkum bhaag gaii” honaa chaahiye na?" :cb:

ammii ne explain kiyaa: “beTaa bhaag gayaa nahiiN bal k Bhaagya lafz hai!”

bechaara hoshiyaar banne kii naa-kaam koshish meN sharminda ho gayaa! :cb: