Re: Altaf Hussain Updates | Man sentenced for money laundering
Last year… aabparwi journalist spread this rumors that he would die in October… but nothing happened.
Altaf Hussain kay chahnay walay bohat hian… Karachi main aksariat unkay sath hia… Muhajiron ka sirf aik leader hai.. woh Altaf Hussain hia…
Raw jaisay ilzamat… arms ki kheb wagera jaisay jhoty ilzam hain.. jo log karachi main rehtay hian unko pata hia kay establishment kitna ganda khel khel rahi..
iss haqeeqt ko har muhajir samjhta hai.. Altaf kay bad MQM khatam hojaye gi… PIB aur Khayaban e Sehar ka tola kabhi bhi awam ki hamdardi hasil nahi kar sakta hai…
Allah ki zaat sab say bari hia… aur ham iss baat kay qail hai kay Allah behtreen insaf karny walon main say hai… Jab Hussain ki nahi suni gaye karbala kay maidan main… to Altaf Hussain kis kheeet ki mooli hian.. waqt kay yazeedon ko yeh baat yad rakhni chahiye… Hussain kay naam lainay walay ajj tak moujod hian… yazeed ka zikar bhi Hussain ki marhone minnat hai…