Altaf Hussain Updates | Man sentenced for money laundering

Re: Altaf Hussain Updates | Man sentenced for money laundering

Hamaray kafi rishty dar jamati hian.. jo kay ab realize karty hian kay jamaat apny maqsad say hat gaye hia…

Jamat ka kam chanda jamar karna reh giya hia…

Jihad kashmir kay naam par jama kiye gaye funds say masoora ka safe house terrorists ki kifalat karta hia…

aik zamany main jaamat ki tarbiati nishast ka level hota tha.. mager na ab mododi wala door raha hai.. na mododi jaisi waeee un nazari rahi hia.. ab to jamat main aesy lgo aagaye hian.. jo kay rapist hian… aur taliban ko shahed tasawur kary hian…

mododi… teri jamat ko lag gaye aag…