Altaf hussain Updates | Granted Pak Passport

Re: Altaf hussain arrested | Bail Rejected

Bhai Sb… app iss baat par behas mat karain kay woh Pakistani hai ya Nahi… sirf yeh dekhian kay British jail main yeh banda kesa lagay ga… :hmmm:

Pehli baat to yeh… Nawaz aur Asif Zardari kisi chamar ki aulad nahi hian… Khandani raees hain… zameenain hain… mills hian… establish business hia… jabkay Altaf Hussain aur MQM ka pora setup bhatty aur parchi par chalta hia… ager app iss bbat ko accept nahi kartay to main aapko yeh samjhon ga kay app nay parh likh kar bhi apna shaooor aur samjh khatam karli hia… karachi ka bacha bacha janta hia… MQM kay killers har factory say bhatta… har dukan par parchi aur har ghar say fitry kay paisay jabri tor par wasool kartay hia…

Nawaz aur Asif ka paisa Saudia aur Swiss bank main hia… unkay paisay ki legal source hoti hia… woh log chamaron ki tarah gali gali paisa nahi loty jaisay ka Altaf karta hia…

British police independent institute hai… aur ager koi aesa case samany aaya ho kay government kay pressure main reh kar kam karta hia… to phir woh UK nahi Pakistan ban jaye…