![]()
Restored attachments:
Re: Allama ji k kiya kehne
Asif explain 'chashm e aadam se chhupate hain maqamaat e buland'? kia shayaron ke ilawa Mulla bhi iss kaam main shareek nahin?
Re: Allama ji k kiya kehne
Nai samjhi :(
Re: Allama ji k kiya kehne
This thread is not for ladies :halo:
Re: Allama ji k kiya kehne
Aap ache se jaante honge maqamat e buland is about moral values.
Ab in ka matlab bare ohde to har giz nahi
Insaniyat ki bhalai se barh kar aur koi kaam nahi.
Mulla bhi shareek hote hain jab woh daad wasool karne k liye Insaano ko insaano k khilaf khara karte hain aur to aur musalmano ko musalmano k khilaf bharkate hain.Tafreeq paida karte hain k falan musalman k paas mat jao falan se kalam na karo
Jab k Islam mein
*Ek Muslim ko 2sree Muslim se 2 din se ziyada bol chal rokne se mana farmaya gaya hai
* to tafreeq kaisi
Allah maaf farmaye agar koi kami baishi hui ho
Re: Allama ji k kiya kehne
![]()
Re: Allama ji k kiya kehne
Have U understood something???
I don’t have PhD in Morality
Re: Allama ji k kiya kehne
Have U understood something???
Ji. kafi naik khayalaat hain aap ke.. Hooron ke bare main kia rae hai aap ki?
Re: Allama ji k kiya kehne
Ji. kafi naik khayalaat hain aap ke.. Hooron ke bare main kia rae hai aap ki?
Aisi bhi koi baat nahi
Aap ne poocha to
Dimagh chalaya
Hoorein Aap jaise naik logon k liye
Hum ne to Aaj tak tamana hi nahi ki
Re: Allama ji k kiya kehne
Aap ache se jaante honge maqamat e buland is about moral values. Ab in ka matlab bare ohde to har giz nahi
Insaniyat ki bhalai se barh kar aur koi kaam nahi.
Mulla bhi shareek hote hain jab woh daad wasool karne k liye Insaano ko insaano k khilaf khara karte hain aur to aur musalmano ko musalmano k khilaf bharkate hain.Tafreeq paida karte hain k falan musalman k paas mat jao falan se kalam na karo
Jab k Islam mein
*Ek Muslim ko 2sree Muslim se 2 din se ziyada bol chal rokne se mana farmaya gaya hai * to tafreeq kaisi
Allah maaf farmaye agar koi kami baishi hui ho
good explanation