Allah Miyan ke gaye

Re: Allah Miyan ke gaye

Bakre ki Maa wala?

Re: Allah Miyan ke gaye

:nahi:
bujho to manain aur janain

Re: Allah Miyan ke gaye

phir konsa? any hint?

Re: Allah Miyan ke gaye

more thn shy n humble its for generous n innocent i guess or you can say masoom bhola bhla

Re: Allah Miyan ke gaye

Jese ke main.

Re: Allah Miyan ke gaye

Apki koi khas dushmani hai ,cow and goat waghaira se? :confused:

Re: Allah Miyan ke gaye

Wo to aik hi hai Jo Muqaw ne bhi kaha ke bakre Ki Amma kab tak khair manaye gi :hmmm:

Re: Allah Miyan ke gaye

hai to bohat aam leken hint se be bohat mushkil hai
hint: bakri ko farsi main buz kehtay hain buz ko 'but' nahi 'put' k hisab se parhen
oops! ye muhawara nahi tha. ism e sift keh saktay hain

Allah Miyan ke gaye

:confused:

Re: Allah Miyan ke gaye

chalain ji bohat huwa
jaisay Allah miyan ki gaye hoti hai
aisay hi Buz-dil bhi hota ahi sab ko pata hai :)
buz farsi main bakri ko kehtay hain
bakri k dil wala (coward i think english main keh sktay hain)

Re: Allah Miyan ke gaye

Aur mei bhi :wink:

Re: Allah Miyan ke gaye

If I had asked for Sahiwal ki maj, will you guys be excited to say ‘main bhi, main bhi’?

Re: Allah Miyan ke gaye

Maine kabhi nahi suna ..

Bakre ke dil ka fry and bhuna howa bakre ka dil suna hai.

Re: Allah Miyan ke gaye

Haa ma ta uhaa bi ahiyaan, ko aeitraz ta konhe wa na? :D

Re: Allah Miyan ke gaye

بزدل to suna hai na?

Re: Allah Miyan ke gaye

aetraz chha jo?

Ohhh yeh wo buzdil hai? :smack:

Ta maa'n chhiti haa'n.

Re: Allah Miyan ke gaye

koi baat nahi...

Do you understand Allan Faqeer's 'Humma Humma Kar Bhaiya's Sindhi part. It describes various types of buffaloes. Once I consulted my Dadi (Allah Jannat naseeb kare) for the meaning of types. She had buffaloes and herself took care of them. probably she could milk them too.

Re: Allah Miyan ke gaye

Hum mahwaray ki baat kr rahay Han majo ki nhi