Re: Allah ka Ihsan
Allah Pak kabhi apni babdon ko khali hath nahi lotata.. Ager namurad ny pehly Allah sy manga hota to aj ye din na dekhna parta
Re: Allah ka Ihsan
Allah Pak kabhi apni babdon ko khali hath nahi lotata.. Ager namurad ny pehly Allah sy manga hota to aj ye din na dekhna parta
Re: Allah ka Ihsan
![]()
Kia Mannat Maani…?
Re: Allah ka Ihsan
:nono: KAHEN
"EY ALLAH AGER VO MERY LIAY ACHA HY TO
TERI RAZA SE USKO MANGTA HUN ":halo:
Re: Allah ka Ihsan
tere ishq ki inteha chahta hoon
meri sadgi dekh kia chahta hoon
Re: Allah ka Ihsan
baad me roengey phir ![]()
Re: Allah ka Ihsan
jis se Allah razi hojae, wo rote nahin
Re: Allah ka Ihsan
tere ishq ki inteha chahta hoon
meri sadgi dekh kia chahta hoon
es me ALLAH ki raza nhai apni chaht hy ![]()
Re: Allah ka Ihsan
uski Raza hi apni chahat hai
Re: Allah ka Ihsan
ALLAH KHER KARE GA
Re: Allah ka Ihsan
Bro Khayal rakhna…Apna
Saada Dilon k saath khailna Mashghala hy Husan Walon ka…Aksar khilona toR dyty hyn…![]()
Re: Allah ka Ihsan
jab tak dil nahin toote insan na apne aap ko pehchanta hai na khuda ko
Re: Allah ka Ihsan
right…:k:
Kuch ehtiyaat sy Bachat ho jaati hy…
Re: Allah ka Ihsan
Liked it!
Re: Allah ka Ihsan
Liked it!
aap ke like button kharab hai shayad :p