All views Mods

Re: All views Mods

**

**

jee nahi edi per saare dukaanain band hain snooty

ab maskeen bannay ki zaroorat nahi .. i was kidding :flower1:

all views main is waqt mere hee sub zyada posting hain smilestar

main sirf mods ko Chokanna ker rahee hoon

app ki wafadariyan bhi dekhee hay ..kitnay dinoo bad idher post kee hay?? hoonh

Jee nahii DayaR-e-Ghair mein hum Pardesi Eid k din be Dukaaan kholaY baitay hoTay hain :smilestar:

or wafa’darii … bibi …

wafa kaySi kahan ka ishq jab saaR phorrna ThayRaa
tu phir Ay Sang Dil Teraa hi Sang-e-AssTaaN kyun hoo

Humari wafadari pe shaak na karoo .. kyun ka

Mattii ki muhabaT mein ( read friends here) Hum aaShuftta sarooN ne
woh Qarz utaaRay hain jo waajiiB bi nahii thay

:smiley:

Chokanna karney k faaidey aur nuqsaan bataaeiN :-p

Aliyish nay fermaya

*Jee nahii DayaR-e-Ghair mein hum Pardesi Eid k din be Dukaaan kholaY baitay hoTay hain *

mazkoora baala ibraat apnay maatan say is baat ko zaahir kertee hay k ..musaanif jo kuch dair pehlay dosroon ko dukaan berhaanay ka ilzaam day rahay derasal khud is kay murtakib hain snooty

or wafa'darii .......... bibi ...

kal say bibi bibi keye ja rahay hain kia app ko problem girl likhna nahi aata hoonh

*Humari wafadari pe shaak na karoo .. kyun ka *

*Mattii ki muhabaT mein ( read friends here) Hum aaShuftta sarooN ne *
*woh Qarz utaaRay hain jo waajiiB bi nahii thay *

girlsfrds ko gift daynay k ley na laynay thay na itnay qarzay ab bhugtaain smilestars

Re: All views Mods

chokanna kernay ka faaida yeh ho ga … k phir nuqsaan nahi ho ga

or nuqsaan yeh ho ga kay faaida nahi ho ga konfused

Allah naa karaY

hum dau din naa aayeN tau aisee aisee afwaahaiN naa phelayaa karo :smilestar:

All Views depends on its members… Mods are there to help and facilitate things… Running the forum is in members’ hands :naraz:

hum eidee jamaa kar rahai thaY :blush:

khud kahaaN ghaayab theeN?

interesting threads kiouN naheeN kholay phir?

wafa naam kee tau koio cheez hee naheeN rahi iss duniyaa maiN :hinna:

yeh duniyaa hai piyaaray
yahaaN gha’m kay maaray
taRaptay rahai haiN
taRaptay rahaiN geY

An OSCAR for that…! Wah !!

CHOON SHAMA SOOZAAN CHOON ZARRA HAIRAAN.....
HAMESHA GARRYAAN BA' ISHQ-E-ARMA'N
NAA NEEND NAINA..NAA ANNG CHEINNA, NAA AAP AAVAY...

NAA BHEIJAY PATTIA'N

Re: All views Mods

app k is sawal per mera dil chah rahay hay

computer screen kay andar ghus ker app ki screen say baahir niklooon or app ka monitor app kay sir per maar doon mad

main kahaan thee //pochoo in dero dewaar say k pg kaysay eid per akyle yahan say wahan bhatkee roh ki terah phir rahee thee
smilestar

Re: All views Mods

Main b strike main aap ka sath doon ge:@:

Hartaal main ya AQ ko strike karnay main ?

:vivo:

achaaw mujhe to pata hi nahi chala ke yahaan strike bhi thi aaj to itnay saarey thread "Mirchi bhaii" ne kholay hain bari chehal pehal lag rhai hai

Re: All views Mods

^koi strike vrike nahi thi yaar.... tum bhi pabo ki batoon mai aa gaye

please, jo karnaa hai apni screen kay saath karaiN :naraz:

I am using job’s laptop… iss ko kuch naheeN honaa chaahiye…

pabo? :omg:

tumkay ander goodnews kee rooh tau halool naheeN kar gayee… :konfused:

oh I should have given credits to Goody :blush:

:D** Mehrbani**

Re: All views Mods

lol

Re: All views Mods

jee nahi shukriya mere scren app ki jobs laptop say kaheeeeeeeeen zyada qeemte hay flower1

sajal > i like ur pabo blush muhabbat kia kis qadar khushboo ha is main faint

umme > yahan bohat THA jo ab nahi HAY naraz

lafantar > moun ko kia hoa tumharay smiliestar