Aliyish nay fermaya
*Jee nahii DayaR-e-Ghair mein hum Pardesi Eid k din be Dukaaan kholaY baitay hoTay hain *
mazkoora baala ibraat apnay maatan say is baat ko zaahir kertee hay k ..musaanif jo kuch dair pehlay dosroon ko dukaan berhaanay ka ilzaam day rahay derasal khud is kay murtakib hain snooty
or wafa'darii .......... bibi ...
kal say bibi bibi keye ja rahay hain kia app ko problem girl likhna nahi aata hoonh
*Humari wafadari pe shaak na karoo .. kyun ka *
*Mattii ki muhabaT mein ( read friends here) Hum aaShuftta sarooN ne *
*woh Qarz utaaRay hain jo waajiiB bi nahii thay *
girlsfrds ko gift daynay k ley na laynay thay na itnay qarzay ab bhugtaain smilestars