~All Views Chai Break: July 2012~

Re: ~All Views Chai Break~

hahaha…achchhaa kiyaa bataa diyaa k 50% u kaa nahiiN hai varna Iqbaal kaa misr’a hazam bhii na hotaa lol :smiley: :cb:

vaise, u kii paiwand_kaarii zabardast hai…baRaa mauzooN misr’a hai! :slight_smile: bahot Khoob gireh lagaaii hai…good job! :slight_smile: