Aliyish ka kehna hai kay Farzanda is not a name

aur mera kehna hai kay YES Farzanda is a name.

Just like Aliyish nay aik daffa chawal maari thi kay “baaraah karam” hota hai and “barah e karam” naheeN, issi tarah Aliyish apni is latest tareen chawwal kay saath dheet punna kar rahe haiN.

Koi aqalmand hazraat ; guppies and guppans (excluding auntian with more than 3 bachay) aa kar is thread mai patayeeNgi if FARZANDA is a name or not?

Re: Aliyish ka kehna hai kay Farzanda is not a name

bongai include aunties with more than 3 bachai, since they have MORE experience of name hunting.. :p

Re: Aliyish ka kehna hai kay Farzanda is not a name

FARZANDA

is a very nice name, akser pathano aur pindoun main paya jata hai

Re: Aliyish ka kehna hai kay Farzanda is not a name

Aliyish kee baatoN pay yaqeen karo gay to bilkul nikammay ho jaa’o gay

http://www.hindu.com/2004/07/10/stories/2004071007440300.htm

Re: Aliyish ka kehna hai kay Farzanda is not a name

chi chi chi Aliyish kaha tha na pangay lia kar :hehe: dekh ab teri izzat kitni paleet ho gayi :smiley:

Re: Aliyish ka kehna hai kay Farzanda is not a name

Farzanda is a pushto name.. so yeah Aliyish is right.. Sorry ASN i couldn’t take ur side :bummer:

Re: Aliyish ka kehna hai kay Farzanda is not a name

^ abay bina signal kay mobile, I was the one who said its a NAME

Re: Aliyish ka kehna hai kay Farzanda is not a name

^ did u edit ur post? :hoonh:
cause i swear i read it the other way around :bummer:

Re: Aliyish ka kehna hai kay Farzanda is not a name

Farkhanda suna tha:hmmm:

Re: Aliyish ka kehna hai kay Farzanda is not a name

Main ny pehli bar suna hy:D Bari maloomat hain tumhin JL:muttasir smiley:

Re: Aliyish ka kehna hai kay Farzanda is not a name

Tum nai to yeah bhi aaj hee pheley baar sunaa hai kay Japaan eik mulk ka naam hai, tumhaaray doodh walay ka nahIn

tumharee maloomat bilkul naaqus hain .. Multani Mitti

Re: Aliyish ka kehna hai kay Farzanda is not a name

Tum hu kahan ky:hmmm:

Re: Aliyish ka kehna hai kay Farzanda is not a name

Don’t you know? He is from Krypton?

Re: Aliyish ka kehna hai kay Farzanda is not a name

:smiley:

Re: Aliyish ka kehna hai kay Farzanda is not a name

Nahi aj hi yeh raz khula hy:D

Re: Aliyish ka kehna hai kay Farzanda is not a name

Krypton tumharay darzee kay laRkay kaa naam nahiN hai

eik planet kaa naam hai

mainay socha bataadooN tum ko :chai:

Re: Aliyish ka kehna hai kay Farzanda is not a name

Mujhy patta hy tumhari shakal wahan ky basion sy milti hy Kevin J. Anderson ky takhleeq kiy hoy kirdar :barbie:

Re: Aliyish ka kehna hai kay Farzanda is not a name

goodnews seriously i never get the urdu roman u type, its so annoying , its like u have no idea where to use , where to use .

sigh

Re: Aliyish ka kehna hai kay Farzanda is not a name

Roman urdu main , . use kerny ki zarorat hi kiya hy:aq:
Please don’t ennoy me

Re: Aliyish ka kehna hai kay Farzanda is not a name

:konfused: yeah kon bhai sahab haiN