**Ali Azmat:**salam pappu
Salman waslaam ganjay
**Ali Azmat:**suna hai Ali Noor nay to apni label khol li..ab hamara kya ho ga kaalia
Salman LOL
Salman Ganj Mandi, hona kya hai jis tarah taway par chittar kabaab bantay hain wohi haal hamara ho ga, waise bi hamari ab konsi izzat hai
**Ali Azmat:**us goray brian ko to main nahi chorna, fridge say meri poori 10 vodka ki botlain chura kar lay geya ab mai weekend mai kya piyoonga
Salman koi baat nahi, shehriaar kay khokay say roori marka daaru lay laingay fikar kiyo karta hai
**Ali Azmat:**brb
Salman ok
**Ali Azmat:**back, sorry bathroom geya tha, salman baji muje bara dar lag raha hai Noori ki 2nd album to hamay tabah kar kay rakh day gi
Salman haan wo to hai kuchu kumay, par koi baat nahi ham is saal junaid jamshed ki tarah daari rakh laingay or prime tv par a kar aftari program karaingay tum naat parna aur main hamd
**Ali Azmat:**haan pappu ye sahi kaha
Salman chal mai zara arbi ganay sun kar thori dhunain Chori kar loon, shaam ko milaingay
**Ali Azmat:**chal theek hai, mai bathroom mai tera wait karoonga
sorry for the source someone sent it to me claiming it to be ali azmat and brian. kaha tak sach hai ye pata nahi