Asalaam alaikum all guppies and guppays
**
On this new Islamic year, I just wanted to wish each and every one of you a very happy new year and May Allah swt bless us all with Hidaayat, emaan and Khushiyaan Ameen sum Ameen. Mashallah mabrook to those who are fasting. God bless All Mummins Ameen Sum ameen xx**
**
Aye Allah Pak Parwardigaar guzri zindagi ke tamam gunnah muaaf ferma aur aaane waale dino main gunnahon se mehfooz rakh.…allah aap humaare jo guzereh ha saghira aur khabirah ko aap muaaf karna aur jannat al firdous me jegeh deni Ameen sum ameen. Humme sab musalmaanon me itifaaq paidah karna and humaari muskillan aahsaan karne.. hum aap ke talabgaar hai…. Hummari izzataton ko aap mehfooz rakna and kaamyaabi humme naseeb farmaini amen sum amen…humaare ummat ke liye hounsla aur itifaaq kabool farmana amen sum amen….. God Bless us all for this new year Ameen sum ameen**
Happy New Year to eveyone...nayaa saal mubaarak ho...Allah is naye saal meN ham sab ke liye KHushiyoN ke sandese laaye aur tamaam dunyaa ke logoN ko Khushiyaan hii KhushiyaaN naseeb hoN Khaas kar worn torn areas meN amn o amaan qaayam ho...aameen!