***aksar dard bohat choty houty hai
magr unka ahsas mar daita hai
hum to hamesha khushi ky muntazir thy
mgr unka tohfa ak anjana sa dard hai
masoom khayalon ky qatal k bad
ab zindagi hum ko trasti hai
kabi na khatam hony waly dard ny
hum ko muflis sa bana dia hai
uski baty to yad bohat ati hai
magr wo to hum se anjan ban gaya hai
(KF…)***