P_G
1
Main , Main nahi rehta Tum ho jaata hoon
kabhi kabhi Damaaagh itna ghaaib kion ho jata hay ?
mujhay mobile charger per lagaana tha or mainy us ko dust bin main dal diya
ik dafa salan mujhay fridge main rakhna tha or main cabnet mainy rakh diya
app log mujhay is terah kion dekh rahay hain ? main pagal nahi hoon
kia app kay sath aisa kabhi nahi hoa ? *naraz *
P_G
2
Re: Aksar baitay baitay Gum ho jata hooN
itna bura salook mere masoom thread kay sath * naraz *
ik reply bhi nahi : (
niyal
3
Re: Aksar baitay baitay Gum ho jata hooN
aik dafa main nay ney plates wash ker key dutbin main phaink deen .. 
phir yaad aaya keh woh hang kerni theen …
buss sirf aik dafa howa tha yeh 
AQ
4
Re: Aksar baitay baitay Gum ho jata hooN
maiN, maiN naheeN rehtaa Tum ho jaataa hooN 
you forgot, I aint your multinick anymore 
P_G
5
Re: Aksar baitay baitay Gum ho jata hooN
niyal > us waqt app sooch kia rahee theen
Anwaar qureshi > yeh to shaair nay kaha tha mera kia qasoor hay : crying *
niyal
6
Re: Aksar baitay baitay Gum ho jata hooN
hahaha buss pata nahin kia kia dimagh main aa jata hey 
P_G
7
Re: Aksar baitay baitay Gum ho jata hooN
^ kuch to hay jis ki perda daree hay * blush *
P_G
8
Re: Aksar baitay baitay Gum ho jata hooN
double post
niyal
9
Re: Aksar baitay baitay Gum ho jata hooN
kuch batein parday main hi achi lagti hain
parda na uttau 