**Aaj us guldan par nazar paree
Jis main tum nay rakha tha akhri gulab
Vo behi jhooka howa hai nadamata e wafa say
Taray jatay Ya ka taray
Kadmoon ka nashan dekh kar
Us main behi sir uthanay ka hosla nahi
Us kay sourkh rang ko mainay
Apni ankhoon say badaltay dekha hai
Mari khoon ke lali behi
Usy vo rang day na saki
Mari jaan tari ak muskhurahat
Usay puri zindagi day saktee hai
Maray liya na sahee
Us gulab kay liya aaja **