Tum jaa rahay ho
Kaab lootoo gay
Apna khiyal rakhna
Khush rahna
Kitni ghahariyee thee tari in baton main
Magar tum nay ya nahi soocha ka
Mari jaan apnay pass rakh kar kahtee hoo
Jeena
Mari musukurahatain lay kar kahtee hoo
Khush rahna
Apnay he kahdhoon par apni lash ka
Bojah lay kar chalna hai hai mujahay
Taray baghar aab
Is taraha jeena hai mujhay
Jasay haar sans mangay kee hoo