Re: -- Akhlaas kaY partau maiN jaisaY nafrat kaY tawaNger --
Arbaab-e-Ikhtiyaar kee sochoN kaa samander
mojoN kay bhaNwar maiN aaya hai muqaddar
Taskeen kaY saamaaN haiN aflaak kaY neechaY Insaan ko maar kar hee bantaa hai sikander
Gulshan maiN baykinaar shafaq saY kaheeN duur Jal jal kar huaa raam Jugnu kaa dilladdar
Nigaah-e-tez naY jub cheeraa thaa dil ko fighaaN kay saaye maiN phir aaya thaa qalander
phooloN maiN bhee Anwaar kaaNtaY thaY issqadar Akhlaas kaY partau maiN jaisaY nafrat kaY tawaNger
BY: Anwaar Qureshi
September 30, 2007
Bohat khoob AQ bhai...............app kafi mushkil urdu ka istamaal kartay hain Apni poetry mein:)