enter10
1
**Akhir-e-shab mein sitaron ko bujha kar sona
Meri Aadat ha ye khwabon ko sula kar sona
Na hi es pehlu qaraar our na chain us karwat
Kitna dushwar ha apnon ko sata kar sona
Raat bhar kaise sanbhale howe rakho ge inhain
Meri mano tu in ashkon ko beha kar sona
Us ne tu choar diya meri gali mein Aana
Main ne chora nai raston ko saja kar sona
Khwab Aa jayin na phir Neend churane
Jagti Aankhon ko pehre pe bitha kar sona**
TlGER
2
Re: Akhir-e-shab mein sitaron ko bujha kar sona
nice :k:
tarash
3
Re: Akhir-e-shab mein sitaron ko bujha kar sona
**Jagti Aankhon ko pehre pe bitha kar sona
kaisay?
**
Re: Akhir-e-shab mein sitaron ko bujha kar sona
**Akhir-e-shab mein sitaron ko bujha kar sona
Meri Aadat ha ye khwabon ko sula kar sona
Na hi es pehlu qaraar our na chain us karwat
Kitna dushwar ha apnon ko sata kar sona
Raat bhar kaise sanbhale howe rakho ge inhain
Meri mano tu in ashkon ko beha kar sona
Us ne tu choar diya meri gali mein Aana
Main ne chora nai raston ko saja kar sona
Khwab Aa jayin na phir Neend churane
Jagti Aankhon ko pehre pe bitha kar sona
**
***na he es pehlu qarar or na chain os kerwat
kitna dushwar hey apnon ko sata ker sona
boaht aala....