Insha jee in dunya walon main bay sathi bay dost rahay
Jaisay taron kay jhurmat main Tanah chand Akaila chand
Re: Akelay chaand jessa
apne munh miyan mithu banena?
Akela bhi tou hai bechara
Re: Akelay chaand jessa
akela sirf chand to nahin hota?
Re: Akelay chaand jessa
kahan chaaaand kahan tary
log unko apas me kion milaty hein
Re: Akelay chaand jessa
hmmm…mujhe Inshaa jii ki shaa’irii meN aisii zabaan kii ummeed nahiiN thiiN…maayoos kiyaa!
be-saathii aur be-dost kaa iste’maal faseeH nahiiN…“bin-saathii aur bin dost” hotaa hai yaa phir “be-yaar o madadgaar” mauzooN hotaa.
Khair!