Akaila mehsos kero jub tanhai main,
**Yaad meri aye jub judai main,
**
Mehsos kerna tumharay hi paas hon main,
Jub chahey daikh laina apni hi perchai main.

Re: Akaila mahsoos karo jub tanhayi mein…
phir tanhai ![]()
Re: Akaila mahsoos karo jub tanhayi mein…
Its tanhayi day today ![]()
Re: Akaila mahsoos karo jub tanhayi mein…
Fakhira Day manaen kal ![]()
Re: Akaila mahsoos karo jub tanhayi mein…
Ermm Great idea
EU ko khush karny ka is sy acha moqa kub mily ga
Re: Akaila mahsoos karo jub tanhayi mein…
Dedicated to EU series ![]()
Re: Akaila mahsoos karo jub tanhayi mein…
right ![]()
Re: Akaila mahsoos karo jub tanhayi mein…
oh its tanhayi day…tunhayi mubarik aap ko…
Re: Akaila mahsoos karo jub tanhayi mein…
thanks ap ko bhi
Re: Akaila mahsoos karo jub tanhayi mein…
kutch chezoon per main wapsi ki twaquh nhe rahakta…
Re: Akaila mahsoos karo jub tanhayi mein…
kuch cheezain insaan k bus mein nhi hoti
Re: Akaila mahsoos karo jub tanhayi mein…
dikhti nahi tum ![]()
Re: Akaila mahsoos karo jub tanhayi mein…
kamzoor log es tarha ki batain kertey hain…app tu masha ala…?
Re: Akaila mahsoos karo jub tanhayi mein…
ap ny daikha kub
kamzor log nahi jo log samjhota kar laity hain
Re: Akaila mahsoos karo jub tanhayi mein…
aji wohe tu hum keh rahey hian k kamzor log he samjjhota kertey hain…
or jeeney waley jeetey hain…shan say..
Re: Akaila mahsoos karo jub tanhayi mein…
is halat walay ko to nafsiyaate mareez samjhtay hain log..
aay muhabbat tere injaam per rona aya !
Re: Akaila mahsoos karo jub tanhayi mein…
![]()
jee.. jo shan sy jeety hain wo konsa bhula daity hain
unky ander bhi to tarp hoti hy bus wo dikhaty nahi
isy bhi samjhota kaha jata hai
Re: Akaila mahsoos karo jub tanhayi mein…
mainey dekha tha na summer mai ![]()
Re: Akaila mahsoos karo jub tanhayi mein…
chaon main khary ho kar
Re: Akaila mahsoos karo jub tanhayi mein…
dhoop mai rung jal jayega ![]()