Ak shahair

Kisinay apnay dill ke baat mujhsay kahee

**
anjam-e-mohabbat hamain malum hay laikin
laitay hain teray ghum main umeedoan kay saharay**

Kisi nay kuch nahi kaha soocha main khud he wah wah kah deeta hoon

subhanAllah
kia shahara dhoonDa hay ....

wah Dilsay Wah :k:
yeh kisi ko dunia main our koi na mila … ???

wa jnaab wah ..kya baat aap kii to.. cha gae ho bhai chaa gae ooo
kyaa baat hai

Niceeeeeeeeeee :k::k:

Nice :)

beautiful:k::k: