Ak bat batoo Jana
suno !
Ak bat batoo jana
kia yo hoa hay kabi
key koi hawa ka sarad junka
koi khiza ka zarad pata
choo kay guzar jayay tum ko
or tumahy kuch yaad a jayay
or mayra nam laboon pay any say pahalay
nammi ban key aankhoon mein tayer jayay
hastay hastay tum chup ho jao
darakta dil tumhara sakeetho jayay
dunia ki har bat say bayneaz ho kay
saray ristay saray dost bula kay
bus us ak lamhay ki fursat may
tumahay mayree yaad istara ai ho
key tum nay ankay bandh kar kay
mujay apni banhoon mein simat liya ho
bolo!
ho hay kabi aysay?