**
Is qadar tuth kay chaha hai kisi ko main ney
ajnabi lagta hai aainey main chehra apna
shidaat e ghum main nikaltay nahin ansoo ab tu
haal jo aaj hai woh pehlay kahan tha apna
waye meheroomi kay woh bhi hua rukhsaat
sirf aik baar mujhay jisnay kaha tha APNA!
TAJMAHAL …
**