Ajnabi dost
Mujhe aaj yeh he kehna hai
Main na soucha hay kay ab tark-e-mohabbat kar loon
Aaj kay door mein daikhay hain mohabbat kay usool
Aaj kay door mein jazbaat bika kartay hain
Main na jana yahaan ehsaas ki quqat he nahi
Main nay daikha yahaan her aik nazar sasti hai
Yeh kese pyar ki rafat ko nahi paa sakti
Zehn-e-bemaan ka yeh doar hai main kaisay kahon
In ko maloom nahi hay kay taqadus kiya hai
Meray humdam
Mere dunia hi alay hai sub say
Main nay her pyar-o-mohabbat ko ibadat samjha
Muhtram main nay her aik jazba-e-ulfat jana
Main nay ehsaas ki doalat ko bacha rakh ahi
Main nay jazbat kese moal bhi bachay na khabhi
Ajnabi dost
Mere tuujh say guzarish hai yahi
Meray pakeza khailon ko na ruswa karma
Aaj dekhay hain badaltay hoay taiwar teray
Mere masoom aqeedat ko na dhoka dayna ..
Ajnabi dost
Mere tuujh say guzarish hai yahi
Meray pakeza khailon ko na ruswa karma
Aaj dekhay hain badaltay hoay taiwar teray
Mere masoom aqeedat ko na dhoka dayna ..
Ajnabi dost
Mere tuujh say guzarish hai yahi
Meray pakeza khailon ko na ruswa karma
Aaj dekhay hain badaltay hoay taiwar teray
Mere masoom aqeedat ko na dhoka dayna ..