Ajj kiya hai kuch behi nahi
Taray sewa
Ya jo hova kartay thay
Piyaray din, hain aaj udas taray sewa
Tum nay har rabat ko toora
Daga e dil diya
Dil kay dag kabhi bharay hain kiya
Aur koyee bharay ga behi kiya in ko
Taray sewa
Tum nay har zakham diya apni khushi kay liya
Huma nay har ranj liya tari khushi kay liya
Phir ya kiay tum
Choop hoo maray sawal par
Kiya tum khush hoo
Maray sewa…
Koi kush ho ya na ho ... aap khush ho jao ... hum to chalay ..
yeh shehir bi kiasay shehir hay ... kabhi us yaar e bewafa ki tarah .. kabhi aisay jaisay piyar ka pehlay shehir, mehrbaan, barsih main dhula howa, nikra nikra ........ chahay kitna bhi door raho ...dil kay qareeb hi rehta hay ... khair