Ajj kay din he
Hum nay mohabat ka khawab sajaya tha
Ajj ke din he to tu
Thura sa muskuriya tha
Sharmiya tha
Ajj ka din he to tum nay rakha tha hath dil par
Ajj ka din he
Tu tum nay kaha tha jaan hoo mari
Ajj ka din he duniya haseen lagee thee mujahay
Ajj kay din he tum nay
Tum maray koon nahi hoo
Ajj ka din soochta hoon
Tum kahan hoo
Soochta hoon ka tum yaad behi kartay hoo ka nahi
Yaad kartay hoo to kiya
Mari taraha mujah ko yaad kartay hoo
Kiya mari taraha tumaharai
Ankheen nam hootee hain
Kiya mari taraha tumahari
Rooh ghahiyal hootee hai
Kiya mari taraha he yaadoon say
Zakhmoon ko choopatay hoo
Kiya mari tarah he Dilsay baat kartay hoo…
Bolo na
Mari Jaan Bolo na..