ajj kal k bachay

aik bacha bettry walli train chala raha hotta hai.train jab chakkar kaat kar station par aa kar rukkte hai to bacha kehta hai uttar jao jis jis ullo ke pathe ne uttarna hai.wo bacha do,teen daffa yahi alfaaz kehta hai.paas he uss ka baap beth kar akhbaar par raha hotta hai.wo sochta hai ke bacha to burre battein sikh raha hai.wo bache se train cheen letta hai.bacha ronna shurru kar detta hai.bacha kehta hai daddy merre train wapis karen .baap kehta hai ke aik shart par karron ga ke abb tum ye alfaaz nahe bollo ge.bacha wadda karta hai ke ye wale alfaaz nahe bole ga.baap usse train de detta hai.wo phir train challana shurru kar detta hai.train jab dubbara chakkar kaat kar station par aa kar rukkte hai to bacha kehta hai uttar jao jis ne uttar´na hai pehle he train aik ullu ke pathe ke wajha se adha ghanta late ho chukke hai

jaan lewaa poora nahi likha gaya :konfused:

oopz…edit kar liya

hahahhahaha kool haan :rotfl:

:)