Ajj hamara dil

raag sunnay ko kar raha hai

kisi gulokaar/gulokarah ko hazir kiya jae:shikra:

Re: Ajj hamara dil

aap ka dil jootian khanay ko kab karta hai :wink:

p.s. Voice forum main tashreef le jaye waha aap ko kaafi maal milay ga :sunnyboy:

Re: Ajj hamara dil

Badshah salamat :salute: Mama ki dua ki awaz achi hai, ussey hukam dein :fatee:

Re: Ajj hamara dil

shikoo yeh tum badshah ke ryt hand kab se bun gae :hoonh:

baray mazay aarahay hain na :hoonh:

Jab kisi ko phasana hota hai tou tabb right hand bann jaata hoon :fatee:

:blush: ji yeh hamaray maze ke hi din hai

abhi umer hi kitni hai:shikra:

:o os ko hazir kiya jae

Huzoor, jub galiyaaN sunnay ko dil keray to bata denaa

Re: Ajj hamara dil

raag to me aisa gaun ke aapke sar keh baal..baal baal hojaenge..per milega mujhe kya??? jawaheer laal??

kitni hai zara batain tou humain bhi :hoonh:
aur yeh kiss kisko dia jaa raha hai? :smilestar:

:aq: in ko darbar main anay kis ne diya

:rotfl:

jawahar laal nehru

milay gaa

:jano: aap ki awaz kitni sheerien hain

aisay jaisay koyal bol rahi ho

:hmmm:Astaghfirullah najanay kyun sab to yeh shubah hota ke hun..toubah toubah:nono:

yeh hamaray baat karnay ka tareekah hai:shikra:

Re: Ajj hamara dil

aeen nawazish ho badshah salamat....
:D
ab jawaher laal doo

Re: Ajj hamara dil

aur mujhe apni khaas kaneez me shamil kia jae

aap kay darbaan ko Aswariya ki tasveeron ka album de diya hai rishwat maiN

wo araam se baitha us ko daikh rahaa hai

aur apni raal tupkaa raha hai

us becharay ko kiu takleef detay ho :hehe:

Re: Ajj hamara dil

^^ tlk i thought u dnt knw abt any indian actress...

Koyal , meeaaawoon meeeaawoon ker kay bolti hay :konfused: