Maray sawal
Kab tak
Dil ke baat maan ka tum ko apna kahain
Kab tak
Khuda ko dhooka datay rahain
Kab tak
Shalaktay jam main tum ko dekhtay rahain
Kab tak
Sitaroon main tum ko dhoondtay rahain
Kab tak
Tari yaad ko pooj tay rahain
Kab tak
Tumaharay naqshay kadam choomtay rahain
Us ka jawab
Tab tak
Jab tak tumahari sansain chaltee rahain