tarash
1
**ajeeb shakhs tha
kaisa mizaj rakhta tha
sath reh kar bhi
ikhtalaf rakhta tha
main kyon na daad don us k fun ki
mery har sawal ka pehlay hi jawab rakhta tha
wo to roshnion ka basi tha magar
meri andhair nagri ka bara khayal rakhta tha
mohabbat to thi usy kisi aur se shayad
hum se to yoon hi mazaq rakhta tha**
Re: AjEEb
**ajeeb shakhs tha
kaisa mizaj rakhta tha
sath reh kar bhi
ikhtalaf rakhta tha
matlab sari begmaat ajeeb hoti hain :heeh:
**
tarash
3
Re: AjEEb
ajeeb hoti hain aur aik jaisi hoti hain
Re: AjEEb
aap mujhe dara rahen hain.. lekin ye adventure kar ke hi dekhen ge 