**
Ajeeb shaks tha haathoon mein haath chorh gaya,
woh do kaddam hi chala tha ke saath chor gaya,
unkey naam ki nizbath se keh gaya sab kuch,
Meri zubaan pe magar aapni baath chor gaya,
zameen ka bojh merey sar par aah gaya jaisay,
woh easi paow thalae kainaat chorh gaya,
woh aftaab ka sooraj tha meri duniya mein,
Gaya to sarey zamaane mein raat chor gaya!**
Beautiful … :k:
*** achi shairi ka aik namoona.. wah ji wah ***
So Lovely!
Juda huwe tu judai mein yeh kamaal bhi thaa
Ke us se raabta toota bhi thaa bahaal bhi thaa
Woh jaane wala humein kis tarah bhulaayega
Hamaare paish-e-nazar aik sawaal yeh bhi thaa
Yeh ab jo dekh rahe ho yeh kuch naya tu nahee
Yeh zindagi ka tamaasha guzishta saal bhi thaa
Yeh daagh likha thaa sailaab ke muqaddar mein
Mera makaan tu pehle se khasta haal bhi thaa
goodie :k:
bohat khoob lamhay ji :)
wonderful:k:
![]()
Great…
Lamhay & Amarbail
WAH!!.. :k:
Lamhay sis.. nice selection.. ![]()
Thanks KN and Kanwal for liking my contribution in this thread...
Sorry Lamhay, I posted without asking ya ...
thanks AB , philantrope, Guybrush, xkanwal , umeed24,HH , kashif, khamosh niaghien,
[QUOTE]
*Originally posted by Amarbail: *
Juda huwe tu judai mein yeh kamaal bhi thaa
Ke us se raabta toota bhi thaa bahaal bhi thaa
Woh jaane wala humein kis tarah bhulaayega
Hamaare paish-e-nazar aik sawaal yeh bhi thaa
Yeh ab jo dekh rahe ho yeh kuch naya tu nahee
Yeh zindagi ka tamaasha guzishta saal bhi thaa
Yeh daagh likha thaa sailaab ke muqaddar mein
Mera makaan tu pehle se khasta haal bhi thaa
[/QUOTE]
Wah!
[QUOTE]
*Originally posted by Amarbail: *
Thanks KN and Kanwal for liking my contribution in this thread...
Sorry Lamhay, I posted without asking ya ...
[/QUOTE]
its ok! aj tak pocha ......
[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *
its ok! aj tak pocha ......
[/QUOTE]
Ji .... Nahee ....
Jabrdast… bouhat hee Aala… :k:
Re: Ajeeb shaks tha haathoon main haath!
:k:
bohtt achyy lamhy jee:flower1: ![]()
or kia baat hay Amerbel boht khoob reply hay app ka:k: